SEARCH RESULTS
Showing search results for "सल्तनत-ए-रूम-ओ-शाम"
Ghazal MATCHES FOR "सल्तनत-ए-रूम-ओ-शाम"
Ghazal
aah ki khoyaa gayaa tujh se faqiirii kaa raaz
varna hai maal-e-faqiir saltanat-e-ruum-o-shaam
Allama Iqbal
Ghazal
aksar hu.aa aisaa ki bhare ghar me.n sar-e-shaam
tanhaa.ii ke aaseb dar-o-baam se barse
Sham Rizvi
Ghazal
inqilaab-e-sahar-o-shaam kii kuchh baat karo
dosto gardish-e-ayyaam kii kuchh baat karo
Arshad Siddiqui
Ghazal
ye dau.D-dhuup ba-har-sub.h-o-shaam kis ke liye
bas ek naam kii KHaatir ye naam kis ke liye
Nazim Sultanpuri
Ghazal
be-kasii-e-sahar-o-shaam pe ha.ns detaa huu.n
Gurbat-e-gardish-e-ayyaam pe ha.ns detaa huu.n
Barq Aashiyanvi
Ghazal
KHaaliq ho KHudaa-e-sahar-o-shaam hamaaraa
mash.huur usii ne ye kiyaa naam hamaaraa
Nawab Shahjahan Begum Shahjahan
Ghazal
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
palaT ke daur-e-zamaa.n sub.h-o-shaam paidaa kar
na.e tariiq se duniyaa me.n naam paidaa kar
Shatir Hakeemi
Ghazal
hamaaraa qissa-e-tahsiin sub.h-o-shaam aaya
jahaa.n se chhe.D diyaa us me.n teraa naam aaya
Zubair Irtaza
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ye zikr aa.ine se sub.h-o-shaam kis kaa hai
jo gungunaate ho har-dam kalaam kis kaa hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
saaqii-e-KHum-KHaana thaa jo sub.h-o-shaam
roz-e-aadiina thaa masjid me.n imaam
Ismail Merathi
Ghazal
sab apne apne ufuq par chamak ke tho.Dii der
mujhe to daaman-e-shaam-o-sahar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye sub.h-o-shaam mirii hai na saaz-o-raKHt miraa
hai ko.ii aur jo kartaa hai bandobast miraa