SEARCH RESULTS
Showing search results for "सान"
Ghazal MATCHES FOR "सान"
Ghazal
sunaa hai raat se ba.Dh kar hai.n kaakule.n us kii
sunaa hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
cha.Dhtii hai jab faqr kii saan pe teG-e-KHudii
ek sipaahii kii zarb kartii hai kaar-e-sipaah
Allama Iqbal
Ghazal
rabt hai naaz-e-butaa.n ko to mirii jaan ke saath
jii hai vaabasta miraa un kii har ik aan ke saath
Khwaja Meer Dard
Ghazal
pusht gul-barg shikam siim kamar taar-e-nigaah
saan-e-billor gulaavaT me.n har ik raan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
'shaad' saahib kii tarah mai.n ne 'muzaffar'-hanafii
tanz par saan cha.Dhaane kii qasam khaa.ii hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
tuu ne hamaare faanii hone kii laaj rakh lii
aab-e-hayaat miTTii me.n saan kar diyaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Afzaal Firdaus
Ghazal
laa-haasilii kii saan pe azalo.n ke maajare
sadiyo.n kii daastaan bhii chuTkii bataa.egii
Farah Rizwi
Ghazal
ai saan-e-azal mirii miTTii KHaraab kii
kyaa chaahiye thii KHaana-e-dil me.n binaa-e-ra.nj
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
teG ko saan pe rakkhaa thaa tabhii qaatil ne
gardan apnii na hu.ii thii abhii saarii tayyaar