SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुर्मा-ए-अफ़रंग"
Ghazal MATCHES FOR "सुर्मा-ए-अफ़रंग"
Ghazal
vo aa.nkh ki hai surma-e-afra.ng se raushan
purkaar o suKHan-saaz hai namnaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
ki mushkil me.n 'afra.ng' ye yaad rakhnaa
yaqiinan samundar kaa hogaa kinaara
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ahd ahd-e-naa-tavaa.n har uzr uzr-e-lang hai
kyaa yahii tahziib-e-sham.a-e-mahfil-e-afra.ng hai
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
lillaahil-hamd ki darbaar-e-KHaraabaat kii KHaak
surma-e-diida-e-saahib-nazraa.n hai ab tak
Josh Malihabadi
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
go ki auro.n kii hu.ii.n surme se aa.nkhe.n raushan
surma-e-biinish-e-saahib-nazaraa.n aur hii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHaak tere qadam-e-paak kii ai nuur-e-nigaah
surma-e-diida-e-jaa.n thaa mujhe ma.aluum na thaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
surma-e-makr-o-fareb aa.nkho.n me.n jab se hai lagaa
tab se hai KHuub izaafa had-e-biinaa.ii me.n
Anis Shah Anis
Ghazal
surma-e-KHaak-e-madiina jo lagaa aa.nkho.n me.n
misl aa.iine ke aa.nkho.n ke nagiine chamke
Razia Halim Jang
Ghazal
surma-e-diida-e-ushshaaq hai ye ai KHuubaa.n
apne kuuche se mirii KHaak na barbaad karo
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
zamaana dekh chukaa hai jalaal suuraj kaa
ye shaam surma-e-nuur-e-nazar kii raunaq hai
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
sab daaman-e-hayaa kii rahii.n lan-taraaniyaa.n
meraa Gubaar surma-e-chashm-e-kaliim thaa
Rasikh Dehlvi
Ghazal
surma-e-shams-o-qamar raahat-e-chashm-e-nargis
dil-e-biinaa se hii kaifiyyat-e-fardaa dekho
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
surma-e-muft-e-nazar huu.n mirii qiimat ye hai
ki rahe chashm-e-KHariidaar pe ehsaa.n meraa