SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुलगती"
Ghazal MATCHES FOR "सुलगती"
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
lobaan me.n chingaarii jaise ko.ii rakh jaa.e
yuu.n yaad tirii shab bhar siine me.n sulagtii hai
Bashir Badr
Ghazal
aisaa hai ki siine me.n sulagtii hai.n KHaraashe.n
ab saa.ns bhii ham le.nge to achchhaa na kare.nge
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii ek sulagtii sii chitaa hai 'saahir'
sho.ala bantii hai na ye bujh ke dhu.aa.n hotii hai
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
chaTaKH uThaa ho sulagtii chaTaan kii suurat
pukaar ab tuu mire der-aashnaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n sulagtii hu.ii vahshat ke jilau me.n
vo hairat o hasrat kaa jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
aa.nch aatii hai tire jism kii uryaanii se
pairahan hai ki sulagtii hu.ii shab hai ko.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
vaaqa.ii dono.n bahut mazluum hai.n naqqaad aur
maa.n kahe jaane kii hasrat me.n sulagtii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
chhupaa ke apnii sisaktii sulagtii socho.n se
mohabbato.n ke uruuj o zavaal rakhte the
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
jahaa.n ki sadiyo.n kii KHaamoshiyaa.n sulagtii hai.n
kisii KHayaal kii vahshat ne gungunaayaa mujhe
Aziz Nabeel
Ghazal
sulagtii raat ke siine pe barf sii rakh dii
Gazal me.n Dhaal ke goyaa tumhaarii aa.nkho.n ko
Saghar Khayyami
Ghazal
kaifiyat dil kii sunaatii hu.ii ek ek nigaah
be-zabaa.n ho ke bhii vo maa.il-e-guftaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
sulagtii dhuup ghanii chaa.ndnii sii hotii hai
tumhaare saath ye duniyaa na.ii sii hotii hai