SEARCH RESULTS
Showing search results for "हमदर्दों"
Ghazal MATCHES FOR "हमदर्दों"
Ghazal
kitnaa maanuus saa ham-dardo.n kaa ye dard rahaa
ishq kuchh rog nahii.n thaa jo davaa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
apnii har saa.ns pe ehsaa.n liye ham-dardo.n kaa
zindagii jiitaa huu.n is ahd me.n urdu kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
merii achchhaa.ii chhupaa lii mire ham-dardo.n ne
merii rusvaa.ii ba.Dii dhuum se le kar nikle
Nayyar Damohi
Ghazal
na kohkan hai na majnuu.n ki the mire hamdard
mai.n apnaa dard-e-mohabbat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
jalaa na lo kahii.n hamdardiyo.n me.n apnaa vajuud
galii me.n aag lagii ho to apne ghar me.n raho
Rahat Indori
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
ko.ii hamdard zamaane me.n na paayaa 'aKHtar'
dil ko hasrat hii rahii ko.ii hamaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
Fauzia Mughal
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kabhii tanhaa.ii se mahruum na rakkhaa mujh ko
dost hamdard rahe kitne mirii zaat ke saath
Parveen Shakir
Ghazal
ab use fursat-e-ahvaal mayassar hii nahii.n
vo jo hamdard thaa hamdard bhii aisaa-vaisaa
Komal Joya
Ghazal
hamdamo dil ke lagaane me.n kaho lagtaa hai kyaa
par chhu.Daanaa is kaa mushkil hai lagaanaa sahl hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
vo mirii dost vo hamdard vo Gam-KHvaar aa.nkhe.n
ek ma.asuum mohabbat kii gunahgaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
KHudaa ke vaaste ai hamdamo na bolo tum
payaam laayaa hai kyaa naama-bar vahaa.n se suno