SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-चश्मी"
Ghazal MATCHES FOR "हम-चश्मी"
Ghazal
chashm se us kii na kar da.av-e-ham-chashmii dekh
ki KHataa aisii Gazaal-KHutanii KHuub nahii.n
Shah Naseer
Ghazal
nargis ab ham se na kar daava-e-ham-chashmii tuu
kis kii nargis kaa mai.n biimaar huu.n allaah allaah
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kab use diida-e-tar daava-e-ham-chashmii hai
aaTh aaTh aa.nsuu na tum abr-e-bahaarii ko rulaa.o
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
de hai ham-chashmii us se phir KHurshiid
kyaa bhalaa us ke mu.nh pe naak nahii.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ham chashmii terii chashm se kartaa hai ye baadaam
us ko ko.ii patthar se kuchal jaa.e to achchhaa
Shah Naseer
Ghazal
kyuu.nki nargis tirii aa.nkho.n se kare ham-chashmii
jab tak us kaa na ilaaj-e-yaraqaa.n kiijiyegaa
Shah Naseer
Ghazal
mat ahl-e-dilo.n se kar ham-chashmii ai aa.iine
Gaafil na milaa aa.nkhe.n bedaar kii aa.nkho.n se
Joshish Azimabadi
Ghazal
ham se ham-chashmii anal-haq ko kahaa.n maqduur hai
ashk har yak-daar mizhgaa.n par mire mansuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
terii chashm o zulf se saudaa-e-ham-chashmii kiyaa
ai sanam baadaam-e-chashm-e-aahuu-e-taataar to.D
Muneer Shikohabadi
Ghazal
KHamosh kis liye baiThe ho chashm-e-tar kyuu.n ho
ko.ii KHafaa ho kisii se to is qadar kyuu.n ho
Shamim Karhani
Ghazal
agar ho chashm-e-haqiiqat to dekh kyaa huu.n mai.n
fanaa ke rang me.n ik jauhar-e-baqaa huu.n mai.n
Gawwas Qureshi
Ghazal
Darte hai.n chashm o zulf o nigaah o adaa se ham
har dam panaah maa.ngte hai.n har balaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
nikle hai chashma jo ko.ii josh-e-zanaa.n paanii kaa
yaad-dah hai vo kaso chashm kii giryaanii kaa