SEARCH RESULTS
Showing search results for "हर्फ़ों"
Ghazal MATCHES FOR "हर्फ़ों"
Ghazal
ab kyaa bataa.e.n kaun thaa kyaa thaa vo ek shaKHs
gintii ke chaar harfo.n kaa jo naam rah gayaa
Nida Fazli
Ghazal
KHushk bhii na ho paa.ii raushnaa.ii harfo.n kii
jaan-e-man mukarne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kitaab kholuu.n to harfo.n me.n khalbalii mach jaa.e
qalam uThaa.uu.n to kaaGaz ko phailtaa dekhuu.n
Mohammad Alvi
Ghazal
mire harfo.n ke ye motii mire haatho.n bikhar jaate
Gubaar-e-be-yaqiinii me.n agar rasta badal lete
Farah iqbal
Ghazal
abhii harfo.n me.n rang aate kahaa.n se
abhii mai.n ne use likkhaa nahii.n thaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ye sirf harfo.n kii taab-kaarii kaa zahr kab hai
KHudaa ke bando ye ham Gariibo.n kii shaa.irii hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
har fard yaas abhii se daftar hai tujh gale kaa
hai qahr jab ki hogaa harfo.n se aashnaa tuu
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaad aataa hai vo harfo.n kaa uThaanaa ab tak
jiim ke peT me.n ek nukta hai aur KHaalii he
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
huu.n asiir-e-zulf zaahir hai KHat-e-taqdiir se
daa.ere harfo.n ke mil kar ban ga.e hai.n daam-e-ishq
Abul Kalam Azad
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kheto.n me.n kahaa.n ugte hai.n lafzo.n ke maraasim
harfo.n kii tijaarat me.n ga.e naam mirii jaan
Aasnath Kanwal
Ghazal
harfo.n kaa banaa thaa ki ma.aanii kaa KHaziina
har sher miraa bahs kaa unvaan banaa thaa
Abrar Azmi
Ghazal
dil-e-be-taab mohabbat ko ho kis tarah sukuu.n
dono.n harfo.n me.n jab us ke ko.ii saakin hii nahii.n
Jalal Lakhnavi
Ghazal
likhtaa hai bin taraashe hii harfo.n ke jo.D-to.D
ai KHush-naviis ye vo qalam hai faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHarcha na ghar kaa chal sakaa harfo.n ko bech kar
lahja badal ke naam bhii tum se na ho sakaa
Najmus Saqib
Ghazal
hamaaraa kaam hai harfo.n ko raushnii de kar
KHud apne zarf me.n chi.ngaariyaa.n dabii rakhnaa