SEARCH RESULTS
Showing search results for "हिकायत"
Ghazal MATCHES FOR "हिकायत"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ai ham-nafaso kuchh to kaho ahd-e-sitam kii
ik harf se mumkin hai hikaayat nikal aa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
ye falak ye māh-o-anjum ye zamīn ye zamāna
tire husn kī hikāyat mire ishq kā fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
hikaayat-e-Gam-e-dil kuchh kashish to rakhtii hai
zamaana Gaur se suntaa hu.aa lage hai mujhe
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kabhii shikaayat-e-ranj-e-giraa.n-nashii.n kiije
kabhii hikaayat-e-sabr-e-gurez-paa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
vahii firaaq kii baate.n vahii hikaayat-e-vasl
na.ii kitaab kaa ek ik varaq puraanaa thaa
Iftikhar Arif
Ghazal
sun.ne vaalo.n kii samaa.at ga.ii goyaa.ii bhii
qissa-go tuu ne sunaa.ii thii hikaayat kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
sirf zindaa.n kii hikaayat hii pe ma.amuur nahii.n
ek taariiKH safar kartii hai zanjiir ke saath
Saleem Kausar
Ghazal
tamaam harf-o-hikaayat tamaam diida-o-dil
is ehtimaam pe bhii sharh-e-aashiqii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
karte ho jo bayaan tum 'anjum' bajaa magar
taariiKH jo likhegii hikaayat kuchh aur hai
Anjum Rumani
Ghazal
bas ab hikaayat-e-mazduurii-e-vafaa na banaa
vo ghar unhe.n nahii.n milte jo ghar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har phuul hai laal-e-shakar-afshaa.n kii hikaayat
har Guncha hai ik harf-e-tamannaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
vo apne aap na samjhegaa tere dil me.n hai kyaa
KHalish ko harf banaa harf ko hikaayat kar