SEARCH RESULTS
Showing search results for " Mukaafaat"
Ghazal MATCHES FOR "mukaafaat"
Ghazal
aashiq hu.e hai.n aap bhii ek aur shaKHs par
aaKHir sitam kii kuchh to mukaafaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
gunaahgaar to huu.n par na is qadar ki mujhe
saliib roz-e-mukaafaat kii lage bojhal
Ahmad Faraz
Ghazal
'faiz' sar par jo har ik roz qayaamat guzrii
ek bhii roz mukaafaat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nikle jo mai-kade se to masjid thaa har maqaam
har gaam par talaafi-e-maafaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mukaafaat-e-amal KHud raasta tajviiz kartii hai
KHudaa qaumo.n pe apnaa faisla jaarii nahii.n kartaa
Aasi Karnali
Ghazal
tujh ko bhii chho.D ke jaa.e tiraa apnaa ko.ii
tuu bhii ik roz mukaafaat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Ghazal
hotaa hai jis tarah se mukaafaat kaa amal
tujh ko hamaare baa'd mohabbat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
ham-nashii.n dekh mukaafaat-e-amal hai duniyaa
kaam kuchh bhii yahaa.n asbaab nahii.n aate hai.n
Ramzi Asim
Ghazal
Dar zulm se ki us kii jazaa bas shitaab hai
aayaa ‘amal me.n yaa.n ki mukaafaat ho ga.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
is ko bhii hijr kaa taavaan to bharnaa hogaa
ko.ii dam me.n hai mukaafaat-e-amal hone ko
Seema Naqvi
Ghazal
hotii hai ek tarah se har kaam kii jazaa
a.amaal-e-ishq kii hai mukaafaat be-tarah
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
iimaa.n nahii.n momin kaa mukaafaat-e-amal par
ummiid-e-karam kyaa tama-e-KHaam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
zaat ke baa'd mukaafaat me.n aa jaate hai.n
log kam-zarf KHuraafaat me.n aa jaate hai.n
Rana Usman Ahaamir
Ghazal
jaan de kar tirii mahfil me.n kabhii jaan-e-'aziiz'
jaur kii tere mukaafaat bhii ho jaa.egii
Aziz Warsi
Ghazal
silsila hai ye mohabbat bhii mukaafaat hii kaa
jo idhar hotii hai haalat vo udhar hotii hai
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
jo dukh kii fasl bo.ii hai to ab dukh kaaTnaa hogaa
mukaafaat-e-amal samjhe ishaara ho gayaa hotaa
Sabeela Inam Siddiqui
Ghazal
shikva mujhe na ho jo mukaafaat had se ho
vaa.n sulh ek dam hai la.Daa.ii tamaam shab
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kyuu.n sunaate ho 'abas ahl-e-vafaa ko baate.n
ki unhe.n tarz-e-mukaafaat-e-suKHan yaad nahii.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ek qaanuun-e-mukaafaat-e-amal hai zaalim
aaj jo kartaa hai tuu saamne kal aa.egaa