SEARCH RESULTS
Showing search results for ".eca"
Ghazal MATCHES FOR ".eca"
Ghazal
kis se puuchhuu.n tire aaqaa kaa pata ai rahvaar
ye alam vo hai na ab tak kisii shaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
aap kii kam-nigahii husn bhii hai aib bhii hai
log aisaa bhii samajhte hai.n ki kam dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
pa.e-iz.haar kuchh aisaa nahii.n hai jo anokhaa ho
har ik jazba puraanaa hai har ik ehsaas baasii hai
Khurshid Talab
Ghazal
kisii pe dil kaa thaa aanaa ki be-KHudii chhaa.ii
samand-e-hosh ko aafat hai taaziyaana-e-ishq
Jaleel Manikpuri
Ghazal
sub.h se pahle guzar jaa.egaa ye tuufaan bhii
aasmaa.n par ikkaa-dukkaa badliyaa.n rah jaa.e.ngii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mire maalik mire aaqaa mai.n banda aap kaa lekin
milaa hai hukm uupar se giraftaarii to karnii hai
Tashna Azmi
Ghazal
tumhaare paas ho tadbiir kaa ikkaa to batlaa.o
hamaarii 'aql ke patte to sab joker nikal aa.e
Mehshar Afridi
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
thaa hind kii jaanib mire aaqaa kaa ishaara
KHushbu-e-mohabbat to hamesha se yahii.n hai
Rahman Jami
Ghazal
badan kii qaid me.n hai Gam mujhe terii judaa.ii kaa
mire aaqaa mujhe bhii ek mauqa de rihaa.ii kaa
Vishnu Virat
Ghazal
but to.Dne se but-kada ka.aba nahii.n hotaa
pahle kabhii hotaa ho ab aisaa nahii.n hotaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
aa.nkho.n ko intishaar hai dil be-qaraar hai
ai aane vaale aaqaa tiraa intizaar hai
Iqbal Husain Rizvi Iqbal
Ghazal
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
har zarra nazar aataa hai KHurshiid-badaamaa.n
jalve hai.n ajab se mire aaqaa kii galii me.n