SEARCH RESULTS
Showing search results for ".iho"
Ghazal MATCHES FOR ".iho"
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
letaa na agar dil tumhe.n detaa ko.ii dam chain
kartaa jo na martaa ko.ii din aah-o-fuGaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ho ga.ii dil se tirii yaad bhii ruKHsat shaayad
aah-o-zaarii kaa abhii shor uThaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
banoge dost mire tum bhii dushmano ik din
mirii hayaat kii aah-o-fuGaa.n suno to sahii
Sudarshan Faakir
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
hijr me.n aah-o-bukaa rasm-e-kuhan hai lekin
aaj ye rasm hii duhraa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
zamii.n pe aah-o-bukaa aur KHuun-e-naahaq bhii
zabaan-e-KHalq ye puuchhe hai kyaa KHudaa nahii.n hai
Kishwar Naheed
Ghazal
kab talak diida-e-nam diida-e-nam diida-e-nam
kab talak aah-o-fuGaa.n aah-o-fuGaa.n so jaa.o
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
kyaa kyaa quyuud dahr me.n hai.n ahl-e-hosh ke
aisii fazaa-e-saaf ko zindaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
tuu soch bhii nahii.n saktaa jis ehtimaam ke saath
kaTe shajar pe parindo.n ne aah-o-zaarii kii
Rakib Mukhtar
Ghazal
girya bhii hai naala bhii hai aur aah-o-fuGaa.n bhii
par dil me.n hu.ii us ke na taasiir kisii kii