SEARCH RESULTS
Showing search results for ".isla"
Ghazal MATCHES FOR ".isla"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
lab tak bhii kabhii harf-e-tamannaa nahii.n aayaa
aisaa ko.ii mahruum-e-tamannaa nahii.n hotaa
Nizam Rampuri
Ghazal
ushshaaq-o-bul-havas me.n nahii.n karte vo tamiiz
vaa.n imtiyaaz-e-nek-o-bad aslaa nahii.n rahaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
KHud Galat vo qaul-o-fe.al un kaa Galat
KHat Galat inshaa Galat imlaa Galat
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
ham bhii sau chaah se dekhe.nge tumhaarii jaanib
tum se bhii zabt-e-tabassum na phir aslaa hogaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHudaa ko kyaa kahuu.n paayaa na paayaa
ki vasl-e-be-KHudii aslaa na paayaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
dil-dahii ke bhii nahii.n tarz se vaaqif aslaa
ye hasiinaan-e-jahaa.n naam ko dildaar hai.n sab
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
yuu.n jo Dhuu.nDo to yahaa.n shahr me.n 'anqaa nikle
chaahne vaalaa jo chaaho to naa-aslaa nikle
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
tamaam shahr me.n aisaa nahii.n KHuluus na ho
jahaa.n umiid ho is kii vahaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vo raahat-e-jaa.n hai magar is dar-badarii me.n
aisaa hai ki ab dhyaan udhar bhii nahii.n jaataa