SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jui"
Ghazal MATCHES FOR ".jui"
Ghazal
buraa na maaniye logo.n kii aib-juu.ii kaa
unhe.n to din kaa bhii saayaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil-juu.ii kaa andaaz bhii narmii bhii vahii hai
siine pe havaa rakhtii hai jo haat vo tum ho
Zia Jalandhari
Ghazal
go tum ko razaa-juu.ii-e-aGyaar hai lekin
jaatii hai mulaaqaat kab aise sababo.n se
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
nigaah-e-iltifaat-e-mehr aur andaaz-e-dil-juu.ii
magar ik pahluu-e-betaabii-e-shabnam nikaltaa hai
Safi Lakhnavi
Ghazal
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
aap dil-juu.ii kii zahmat na uThaa.e.n jaa.e.n
ro ke baiThaa huu.n na ab aur rulaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
har aan tasallii hai har lahza tashaffii hai
har vaqt hai dil-juu.ii har dam hai.n mudaaraate.n
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
us zulm pesha kii ye rasm-e-qadiim hai gii
Gairo.n pe mehrbaanii yaaro.n se kiina-juu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n kar sakuu.n sab ke saamne apnii aib-juu.ii
ye dene vaale ne KHaas mujh ko hunar diyaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
shahr kaa shahr umaD aayaa hai dil-juu.ii ko
dushmano.n ne bhii tirii tarah sataayaa kab thaa