SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pies"
Ghazal MATCHES FOR ".pies"
Ghazal
mai.n ne aaGosh-e-tasavvur me.n bhii khe.nchaa to kahaa
pis ga.ii pis ga.ii bedard nazaakat merii
Ameer Minai
Ghazal
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
haT pe is kii aur pis jaate hai.n dil
raas hai kuchh us ko KHud-raa.ii bahut
Altaf Hussain Hali
Ghazal
KHaak mai-KHaane kii ban jaatii qayaamat pis kar
har qadam par jo lachaktii kamar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
'ramz' de jaa.e to kyaa rang ko.ii meraa lahuu
'ramz' pis jaa.e to kiyaa barg-e-hinaa us ke liye
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
aisaa tuu hame.n piis ki ho.n aa.nkho.n kaa surma
ai charKH tujhe jaur bhii karnaa nahii.n aataa
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
dekhne bhii jo vo jaate hai.n kisii ghaa.el ko
ik namak-daa.n me.n namak piis ke bhar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
mil gayaa KHaak me.n pis pis ke hasiino.n par mai.n
qabr par bo.e.n ko.ii chiiz hinaa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
sab miT ga.ii.n umiide.n sab pis ga.ii.n uma.nge.n
dil kii shikastagii se KHud chor ho gayaa huu.n
Talib Baghpati
Ghazal
kiyaa hai aa.nkh kii gardish se piis kar surma
vo be-chale hii mujhe paa.emaal kar baiThe
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
bistar-e-gul par jo tuu ne karvaTe.n lii.n raat ko
itr-aagii.n ho ga.e ai gul-badan sab pis ke phuul
Shah Naseer
Ghazal
piis rahaa hai dil ko ik vaznii patthar
duub ko baa.nho.n me.n bhar kar mai.n ha.nstaa huu.n
Ambar Bahraichi
Ghazal
pis jaa.e ko.ii ho yaa ki paamaal us ko kyaa
is gardish-e-falak kii jo kuchh chaal hai so hai
Meer Hasan
Ghazal
falak merii tarah aaKHir tujhe bhii piis Daalegaa
u.Degaa ai humaa ik roz gard-e-ustuKHvaa.n ho kar