SEARCH RESULTS
Showing search results for ".upeo"
Ghazal MATCHES FOR ".upeo"
Ghazal
khul ke milne kaa saliiqa aap ko aataa nahii.n
aur mere paas ko.ii chor darvaaza nahii.n
Waseem Barelvi
Ghazal
ham apne aap ko ik mas.ala banaa na sake
isii liye to kisii kii nazar me.n aa na sake
Waseem Barelvi
Ghazal
sharm Gairo.n se hu.aa kartii hai apno se nahii.n
sharm ham se bhii karoge to musiibat hogii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
are-o jiite-jii dard-e-judaa.ii dene vaale sun
tujhe ham sabr kar lete agar mar ke judaa hotaa
Naushad Ali
Ghazal
is qadar naaz hai kyuu.n aap ko yaktaa.ii kaa
duusraa naam hai vo bhii mirii tanhaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
jin ko apno se tavajjoh nahii.n miltii 'jaaved'
haath Gairo.n se milaate hu.e mar jaate hai.n
Malikzada Javed
Ghazal
kyuu.n badle hu.e hai.n nigah-e-naaz ke andaaz
apno pe bhii uTh jaatii hai aGyaar ke hote
Zehra Nigaah
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
zaraa sii baat pe ik Gam-gusaar ke aage
mai.n apne aape se baahar hu.aa to kaise hu.aa
Faragh Rohvi
Ghazal
mai.n apne aap ko pahchaan hii nahii.n paayaa
isii liye mai.n tujhe jaan hii nahii.n paayaa
Abdurrahman Momin
Ghazal
aap ko mujh se mohabbat bhii nahii.n
aur ''nahii.n'' kahne kii jur.at bhii nahii.n
Mansoor Khushtar
Ghazal
ham apne aap ko aise ga.nvaane lagte hai.n
bahut KHushii ho to maatam manaane lagte hai.n
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
ham apne aap ko phir aazmaa ke dekhe.nge
jalaa ke dekh liyaa ab bujhaa ke dekhe.nge
Hamdam Kashmiri
Ghazal
aap ko apnaa banaate hu.e Dar lagtaa hai
dil kii duniyaa bhii basaate hu.e Dar lagtaa hai
Anwar Taban
Ghazal
ham aap ko to ishq me.n barbaad kare.nge
taasiir-e-vafaa par tujhe kyaa yaad kare.nge