SEARCH RESULTS
Showing search results for "Dol"
Ghazal MATCHES FOR "Dol"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jab rone baiThtaa huu.n tab kyaa kasar rahe hai
ruumaal do do din tak juu.n abr tar rahe hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
ab intihaa kaa tire zikr me.n asar aayaa
ki mu.nh se naam liyaa dil me.n tuu utar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Dol par chaa.nd hare khet fazaa.e.n KHaamosh
kaisii ma.asuum havaa kartii hai dehaat kii raat
Talib Baghpati
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
ve din ga.e ki raate.n naalo.n se kaaTte the
be-Dol 'miir'-saahib ab kuchh karaahte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
vo Dol Daale.n kisii kaar-e-paa.edaar kaa kyaa
jo be-sabaatii-e-umr-e-ravaa.n me.n rahte hai.n