SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaaksaarii"
Ghazal MATCHES FOR "KHaaksaarii"
Ghazal
KHaaksaarii ke liye garche banaayaa thaa mujhe
kaash KHaak-e-dar-e-jaanaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aa.ii iksiir Ganii dil nahii.n rakhtii aisaa
KHaaksaarii nahii.n dii hai mujhe daulat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
itnaa miliye KHaak me.n jo KHaak me.n Dhuu.nDe ko.ii
KHaaksaarii KHaak kii gar KHaaksaarii rah ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaaksaarii ne dikhaa.ii.n rif.ato.n par rif.ate.n
is zamii.n se vaah kyaa kyaa aasmaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
KHaaksaarii kar jo ho manzuur aa.nkho.n me.n jagah
KHaak ho kar surma bin jaataa hai patthar taur kaa
Ameer Minai
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
KHaaksaarii ne dikhaayaa baa'd-e-murdan bhii 'uruuj
aasmaa.n turbat par mere shaamiyaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
KHaaksaarii kyaa ajab khove agar dil kaa Gubaar
KHaak se dekho ki aa.iina safaa kyuu.nkar hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kaun ghar aa.ine ke aataa agar vo ghar me.n
KHaaksaarii se na jaaruub-e-safaa.ii detaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
KHaaksaarii hai ajab vasf ki juu.n juu.n ho sivaa
ho safaa aur dil-e-ahl-e-safaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
KHalq me.n gard-e-yatiimii se guhar kii qadr hai
KHaaksaarii se fuzuu.n rutba hamaaraa ho gayaa