SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHushaa"
Ghazal MATCHES FOR "KHushaa"
Ghazal
yaaraa.n KHushaa ye roz o shab-e-dil ki ab hame.n
sab kuchh hai KHush-gavaar gavaaraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
shaq ho gayaa hai siina KHushaa lazzat-e-faraaG
takliif-e-parda-daari-e-zaKHm-e-jigar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa vo jaan jise dii ga.ii amaanat-e-ishq
rahe vo dil jise apnaa banaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHushaa ki aaj har ik mudda.ii ke lab par hai
vo raaz jis ne hame.n raa.nda-e-zamaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa vo log ki mahruum-e-iltifaat rahe
tire karam ko ba-andaaz-e-saadgii na liyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ai KHushaa-mast ki taabuut ke aage jis ke
aab-paashii ke badal mai ko chhi.Dakte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
vada-e-sair-e-gulistaa.n hai KHushaa taale-e-shauq
muzhda-e-qatl muqaddar hai jo mazkuur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hame.n bikharnaa to hai kal nahii.n to aaj sahii
hamaaraa kyaa hai tumhaarii KHushii agar hai yahii
Murtaza Barlas
Ghazal
zahe soz-e-Gam-e-aadam KHushaa saaz-e-dil-e-aadam
isii ik sham.a kii lau ne jahaan-e-tiirgii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHushaa bedaad KHuun-e-hasrat-e-bedaad hotaa hai
sitam iijaad karte ho karam iijaad hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
lahuu kii har ik buu.nd dil ban ga.ii hai
KHushaa lazzat-e-kaamyaab-e-mohabbat