SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHushaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHushaa"
Nazm
shikwa
but sanam-KHaano.n me.n kahte hai.n musalmaan ga.e
hai KHushii un ko ki ka.abe ke nigahbaan ga.e
Allama Iqbal
Ghazal
yaaraa.n KHushaa ye roz o shab-e-dil ki ab hame.n
sab kuchh hai KHush-gavaar gavaaraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
PAGE MATCHES FOR "KHushaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHushaa"
Ghazal
KHushaa vo jaan jise dii ga.ii amaanat-e-ishq
rahe vo dil jise apnaa banaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHushaa ki aaj har ik mudda.ii ke lab par hai
vo raaz jis ne hame.n raa.nda-e-zamaana kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ai KHushaa-mast ki taabuut ke aage jis ke
aab-paashii ke badal mai ko chhi.Dakte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
KHushaa vo log ki mahruum-e-iltifaat rahe
tire karam ko ba-andaaz-e-saadgii na liyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHushaa vo kashmakash-e-rabt-e-baahamii jis ne
dil o dimaaG ko be-kaar kar ke chho.D diyaa



