SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHushaa"
Nazm MATCHES FOR "KHushaa"
Nazm
shikwa
but sanam-KHaano.n me.n kahte hai.n musalmaan ga.e
hai KHushii un ko ki ka.abe ke nigahbaan ga.e
Allama Iqbal
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
vo log bahut KHush-qismat the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
alwida
hamaare daaman-e-afkaar par teraa hii saayaa hai
KHushaa school ki ham ne tujhii se faiz paayaa hai
Abdul Ahad Saaz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
KHushaa nazaara-e-ruKHsaar-e-yaar kii saa.at
KHushaa qaraar-e-dil-e-be-qaraar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
ravaa.n rahe ye rivaayat, KHushaa zamaanat-e-Gam
nashaat-e-KHatm-e-Gam-e-kaa.enaat se pahle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ganw ki saDak
KHushaa ki aaj ba-fazl-e-KHudaa vo din aayaa
ki dast-e-Gaib ne is ghar kii dar-kushaa.ii kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barsat
ai KHushaa dil ab to sailaab-e-mohabbat aa.egaa
aaj to baa-chashm-e-nam dildaar hai barsaat me.n
Suhail Kakorvi
Nazm
taqrib-e-ru-numai
KHushaa ki bazm me.n haazir the radio T.V
nizaam-e-gardish-e-dauraa.n tiraa javaab nahii.n
Khalid Irfan
Nazm
mere bachche jawan ho gae hain
jo chand phuul mahakte the mere aa.ngan me.n
KHushaa nasiib vo KHud gulistaa.n ho ga.e hai.n
Amatul Hai Wafa
Nazm
imroz
mire kamaal kii zaamin hai KHud ye qismat-e-Gam
KHushaa mai.n KHasta-e-Gam to huu.n sogvaar nahii.n
Meem Hasan Lateefi
Nazm
bint-e-mahtab
KHushaa nasiib jo kahlaa.e dil-bar-e-‘sartaaj’
tirii jabii.n kaa araq rashk-e-niilam-o-pukhraaj