SEARCH RESULTS
Showing search results for "Tek"
Ghazal MATCHES FOR "Tek"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
aur me.n Tek haTaataa nahii.n darvaaze se
ishq aavaaz lagaataa hai chalaa jaataa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
rab ke aage to tar-o-taaza gayaa hotaa mai.n
vaqt kuchh der mujhe Tek lagaane detaa
Aal-e-Umar
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Jahangir
Ghazal
sochtaa huu.n ki kahaa.n Tek lagaa kar baiThuu.n
mujh ko KHud apnii hii diivaar se Dar lagtaa hai
Hamdam Kashmiri
Ghazal
tane se Tek lagaa.e manaate shaam-e-vafaa
to raat raat me.n saaraa daraKHt phal jaataa
Hamida Shaheen
Ghazal
dar-e-havas pe sharaafat ne ghuTne Tek diye
Gariib ghar kii zaruurat ne ghuTne Tek diye
Ikram Arfi
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
mai.n bekaar nahii.n huu.n yaar chalaa.e rakh
jab tak khoTaa sikka chaltaa rahtaa hai
Sajid Raheem
Ghazal
nazar uThaa ke phalo.n kii taraf nahii.n dekhaa
shajar se Tek lagaa.e hu.e zamaana hu.aa
Naseem Abbasi
Ghazal
saa.ns diivaar hai jiivan kii bahut KHasta mizaaj
do minute Tek lage aur bhalii TuuT ga.ii
Osama Khalid
Ghazal
ab to har chaukhaT par maathaa Tek rahe ho 'saifii'
aur agar diivaare.n nikle.n darvaazo.n ke piichhe
muneer saifi
Ghazal
bataa.o kis kaa hu.aa jaam-e-aarzuu labrez
ki nashshe kaa hai abhii tak KHumaar aa.nkho.n me.n
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
teG-e-uryaa.n pe tumhaarii jo pa.Dii merii aa.nkh
chashm-e-jauhar se ajii KHuub la.Dii merii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Naim Siddiqi
Ghazal
havaas kho.ii hu.ii KHud se be-KHabar Thahrii
nazar jidhar bhii ga.ii der tak udhar Thahrii