SEARCH RESULTS
Showing search results for "a.ngrez"
Ghazal MATCHES FOR "a.ngrez"
Ghazal
ye sust hai to phir kyaa vo tez hai to phir kyaa
native jo hai to phir kyaa a.ngrez hai to phir kyaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
lutf chaaho ik but-e-nau-KHez ko raazii karo
naukrii chaaho kisii a.ngrez ko raazii karo
Akbar Allahabadi
Ghazal
kyaa du.aa dete ho miyaa.n jiite raho jiite raho
zindagaanii to nahii.n a.ngrez kaa zindaan hai
Meer Soz
Ghazal
pahle hii TuuT chukaa ghar kaa tasavvur 'raahii'
aur kitnaa hame.n a.ngrez kiyaa jaa.egaa
Rakesh Rahi
Ghazal
Rasheed Khan Raza
Ghazal
mire auqaat-e-girya Time Table par muqarrar hai.n
ye banda ishq ke baare me.n bhii a.ngrez hai saaqii
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
varzish-e-'ishq me.n haalaa.nki bahut tez hai vo
apnii fitrat se magar dilbar-e-a.ngrez hai vo
Haneef Najmi
Ghazal
ba.Daa hai dard kaa rishta ye dil Gariib sahii
tumhaare naam pe aa.e.nge Gam-gusaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kab Thahregaa dard ai dil kab raat basar hogii
sunte the vo aa.e.nge sunte the sahar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
tum shahr me.n ho to hame.n kyaa Gam jab uThe.nge
le aa.e.nge baazaar se jaa kar dil o jaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Gazlo.n kaa hunar apnii aa.nkho.n ko sikhaa.e.nge
ro.e.nge bahut lekin aa.nsuu nahii.n aa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
ye ehtimaam aur kisii ke liye nahii.n
ta.ane tumhaare naam ke ham par hii aa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
daadaa ba.De bhole the sab se yahii kahte the
kuchh zahr bhii hotaa hai a.ngrezii davaa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
vaziir o shaah bhii KHas-KHaano.n se nikal aate
agar gumaan me.n a.ngaar-e-qabr aa jaataa