SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iin-e-musallam"
Ghazal MATCHES FOR "aa.iin-e-musallam"
Ghazal
mujhe to bas yahii dukh hai ki mere gulshan kii
tarang-o-rang ko suukhe shajar ne chhiin liyaa
Aun Abbas Aun
Ghazal
Ain Salam
Ghazal
Ain Seen
Ghazal
KHaatir-e-KHasta kaa ab ko.ii nahii.n pursaan-e-haal
kitne dildaarii ke unvaan the badal kar rah ga.e
Ain Salam
Ghazal
Ain Shujabadi
Ghazal
KHush-baKHtiyo.n ke dil-nashii.n a.asaab tum to ho
husn-e-karam ke paikar-e-zartaab tum to ho
Ain Shujabadi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
abhii to saaz ke taaro.n ko kas rahaa hai shu.uur
abhii na qarya-e-aavaaz me.n bulaa.o hame.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
daastaa.n KHatm hai iz.haar-e-vafaa rahne do
ab mire vaaste jiine kii du.aa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kahaa.n ham aur kahaa.n ye lazzat-e-Gam
ye sab terii karam-farmaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
pahluu talaash kar Gam-e-jaanaa.n na.e na.e
detaa hai roz dard ke saamaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
le ke yaado.n ke chaman-zaar kahaa.n se aa.ii
ye sabaa-e-karam-aasaar kahaa.n se aa.ii