SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iina-e-madd-o-jazar"
Ghazal MATCHES FOR "aa.iina-e-madd-o-jazar"
Ghazal
sochtaa rahtaa hai dil ye saahil-e-ummiid par
justujuu aa.iina-e-madd-o-jazar ho jaa.egii
Meeraji
Ghazal
Akhlaque Bandvi
Ghazal
mahtaab to niklaa hii nahii.n Duub ke 'faaKHir'
lekin mire dariyaa me.n vahii madd-o-jazar hai
Ahmad Fakhir
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
bahr-e-tuufaan-e-havaadis me.n ghire the aise
lab-e-saahil bhii vahii madd-o-jazar yaad aaya
Begum Sultana Zakir Ada
Ghazal
ab kahaa.n lazzat-e-ehsaas-e-taraqqii 'maanii'
yaas me.n jazar-o-mad-e-dard-e-tamanna bhii nahii.n
Mani Jayasi
Ghazal
TuuTaa ta.alluqaat kaa aa.iina is tarah
aks-e-nashaat-e-lamaha-e-faanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu us kii zad me.n jo aayaa to Duub jaa.egaa
ba-qadr-e-aab hai har aa.ina bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHaraash-e-dard kaa aa.iina huu.n mujhe dekho
ye baa.nkpan bhii kahaa.n hai kisii ke chehre par
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai 'anaa' merii tabii.at me.n hai shoKHii lekin
dil-shikan ko.ii sharaarat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
aa.ino.n se duur vasf-e-aa.ina-daarii ko 'shaan'
log kahte hai.n ki ko.ii aa.ina-gar le gayaa