SEARCH RESULTS
Showing search results for "aabnaa.o"
Ghazal MATCHES FOR "aabnaa.o"
Ghazal
mai.n apne jaama-e-sad-chaak se bahut KHush huu.n
kabhii abaa-o-qabaa-e-KHirad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chun lo qirtaas o qalam yaa teG kar lo intiKHaab
ko.ii fan apnaa.o lekin shaahkaarii siikh lo
Majid Deobandi
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
raqam hai jis pe mere aabaa-o-ajdaad kaa shajara
mire ghar kii khudaa.ii me.n vahii katba nikal aayaa
Nawaz Asimi
Ghazal
aa.iina-o-dil dono.n kahne hii kii baate.n thii.n
terii hii tajallii thii aur tuu hii muqaabil thaa
Fani Badayuni
Ghazal
vaqt kaa kyaa hai taqaazaa nahii.n dekhaa jaataa
ishq me.n adnaa-o-a.alaa nahii.n dekhaa jaataa
Momin Khan Shauq
Ghazal
apnaa.o na tum aam hasiino.n kii adaa.e.n
usluub-e-sitam aur ko.ii tarz-e-jafaa aur
Naim Siddiqi
Ghazal
do roz jaa ke aabnaa-ruuyo.n kii bazm me.n
kyaa shakl ho ga.ii dil-e-KHaana-KHaraab kii
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki ab ham samundaro.n ke biich
zamii.n nigaltii ko.ii aabnaa.e ba.Dhne lage
Umair Najmi
Ghazal
nahii.n hai faiz me.n KHissat va-lek paidaa hai
tafaavut aa.ina-o-sa.ng me.n safaa.ii kaa
Ismail Merathi
Ghazal
hisaar-e-aa.iina-o-KHvaab se nikalne tak
shikast-e-zaat kaa manzar sambhaal ke rakhnaa
Ayub Khawar
Ghazal
dhulegii vaisii suhuulat se bad-gumaanii kahaa.n
ab aabnaa-e-ta'alluq me.n itnaa paanii kahaa.n
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
Gam-e-hayaat ko apnaa.o zindagii kar lo
ab aa.nkhe.n khol do ik pal ko raushnii kar lo
Maqsood Aafaque
Ghazal
pa.Dh rahaa thaa vo kisii aur ke aa.nchal pe namaaz
mai.n bas aa.iina-o-qur.aan liye hairaa.n thii
Ishrat Afreen
Ghazal
faKHr samjhe hai.n sab abnaa-e-jahaa.n daa've ko
hai agar 'aar to ik mujh hii ko hai 'aar faqat