SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaina e shahbaz eb"
Ghazal MATCHES FOR "aaina e shahbaz eb"
Ghazal
ai mere aa.iina-ruu ab kahii.n dikhaa.ii de
ik umr biit ga.ii KHaal-o-KHad sa.nvaare hu.e
Shahbaz Khwaja
Ghazal
suKHan ke aa.iina-KHaane ko KHair ho 'shahbaaz'
zamaana sa.ng-ba-kaf hai idhar ko aa rahaa hai
Shahbaz Khwaja
Ghazal
ai 'anaa' kis par bhalaa kiije yaqii.n
bik ga.e Gam-KHvaar ab aa.egaa kaun
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
jaa tuu apnii raah le ab ai dil-e-ishrat-talab
pehluu-e-'shahbaaz' me.n baiThe hu.e arsa hu.aa
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
aa.ina saaf-dil itnaa bhii nahii.n ab ki tumhe.n
asl chehre ke KHat-o-KHaal dikhaa hii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu us kii zad me.n jo aayaa to Duub jaa.egaa
ba-qadr-e-aab hai har aa.ina bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pahluu-o-pusht-o-siina-o-ruKHsaar aa.ina
hai razm-gaah-e-husn kaa ye chaar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shaahkaar-e-husn-e-fitrat saazisho.n me.n baT gayaa
aa.iina TuuTaa to chehra aa.ino.n me.n baT gayaa
Mushtaq Aazar Fareedi
Ghazal
dekh 'aKHtar' tuu zaraa aa.iina-e-KHauf-e-KHudaa
ab to terii ruuh kaa singaar honaa chaahiye
Akhtar Azmi
Ghazal
shikast-e-aarzuu ko ishq kaa anjaam kyuu.n samjhuu.n
muqaabil hai mire aa.iina-e-lail-o-nahaar ab tak
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ab talak mujh kuu.n kisii shaKHs ke chehra kaa KHayaal
suurat-e-aa.ina-e-jaa.n na hu.aa thaa so hu.aa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
merii aa.nkho.n se gurezaa.n hai.n vo jalve ab tak
aks jin ke mire aa.iina-e-jaa.n tak pahu.nche
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
nazar kaa nashsha badan kaa KHumaar TuuT gayaa
ki ab vo aa.iina-e-e'tibaar TuuT gayaa
Tariq Butt
Ghazal
ai guzre hu.e lamho ko.ii naqsh ubhaaro
aa.iina-e-taKHyiil pe ab gard jamii hai
Syed Fazlul Mateen
Ghazal
kyo.n tiraa chehra nazar aataa hai Tuk.De Tuk.De
ab shikasta tiraa aa.iina-e-kirdaar hai kyaa
Yawar Warsi
Ghazal
har sher apnaa aa.ina-e-husn-o-ishq hai
bas lutf lete rahte hai.n ab shaa.irii se ham