SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamaada"
Ghazal MATCHES FOR "aamaada"
Ghazal
jhapak rahii hai.n zamaan o makaa.n kii bhii aa.nkhe.n
magar hai qaafila aamaada-e-safar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har gha.Dii tayyaar hai dil jaan dene ke liye
us ne puuchhaa bhii nahii.n ye phir bhii aamaada lagaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
dil tark-e-ta.alluq pe bhii aamaada nahii.n hai
aur haq bhii adaa is se vafaa kaa nahii.n hotaa
Shahryar
Ghazal
bazm-e-yaaraa.n se phirii baad-e-bahaarii maayuus
ek sar bhii use aamaada-e-saudaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
sukuut-e-ziist ko aamaada-e-baGaavat kar
lahuu uchhaal ki kuchh zindagii me.n jaan pa.De
Rahat Indori
Ghazal
chhaalo.n ko bayaabaa.n bhii gulzaar nazar aayaa
jab chhe.D par aamaada har KHaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
abr rotaa hai ki bazm-e-tarab aamaada karo
barq ha.nstii hai ki fursat ko.ii dam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n zavaal-aamaada ajzaa aafriinash ke tamaam
mahr-e-garduu.n hai charaaG-e-rahguzaar-e-baad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aamad-e-sailaab-e-tuufaan-e-sadaa-e-aab hai
naqsh-e-paa jo kaan me.n rakhtaa hai u.nglii jaada se
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kabhii jhukte hu.e baadal kabhii girtii bijlii
kabhii uThtii hu.ii aamaada-e-paikaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
vo to aamaada thaa bando.n kii shikaayat sun kar
kuchh farishto.n ne zamii.n par use aane na diyaa