SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasiyo"
Ghazal MATCHES FOR "aasiyo"
Ghazal
aasiyo shukr kii jaa hai ki ba-faiz-e-KHaaliq
ham gunahgaaro.n kii baKHshish kaa payaam aayaa hai
Darshan Singh
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
havas-e-sair-e-gulistaa.n ne qafas dikhlaayaa
ab asiiro na kabhii qasd-e-gulistaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
jab ek saa.ns ghuse saath ek note pise
nizaam-e-zar kii hasii.n aasiyaa jo tuu chaahe
Majeed Amjad
Ghazal
ek sail-e-be-amaa.n jo aasiyo.n ko thaa sazaa
nek logo.n ke gharo.n ko bhii bahaa kar le gayaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
ye kah ke phirtii hai din raat aasiyaa-e-falak
mile to KHirman-e-mah de ke luu.n mai.n daana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
sukuut-e-musalsal munaasib nahii.n hai
asiiro tumhe.n Gul machaanaa pa.Degaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
piisegaa ustuKHvaa.n asar-e-iztiraab-e-dil
'aalam ab aasiyaa kaa hai sa.ng-e-mazaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
rahmat-e-haq rahii ham aasiyo.n par saaya-fagan
sar pe chhaayaa hu.aa ik abr-e-KHataa-posh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
un kii sattaariyaa.n kuchh na puuchho
'aasiyo.n ke bharam rah ga.e hai.n