SEARCH RESULTS
Showing search results for "aastaane"
Ghazal MATCHES FOR "aastaane"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mauj-e-KHuu.n sar se guzar hii kyuu.n na jaa.e
aastaan-e-yaar se uTh jaa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tumhaarii duniyaa me.n kitnaa mushkil hai bach ke chalnaa
qadam qadam par to aastaane bane hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
mohabbat KHeshtan biinii mohabbat KHeshtan daarii
mohabbat aastaan-e-qaisar-o-kisraa se be-parvaa
Allama Iqbal
Ghazal
aastaane se tire sar na uThegaa meraa
mudda.aa ban ke milii hai mujhe nisbat terii
Fana bulandshahri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
usii kii KHaak hai maathe kii zeb banda-navaaz
jabii.n pe naqsh pa.De hai.n jis aastaane ke
Saail Dehlvi
Ghazal
merii peshaanii pe ik sajda to hai likkhaa hu.aa
ye nahii.n ma.aluum hai kis aastaane ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jis dar se dil ko zauq-e-ibaadat ataa hu.aa
us aastaan-e-shauq pe sajda ravaa na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
ai aane vaale apnii jabii.n ko jhukaa kar aa
ye aastaan-e-yaar hai kuu-e-haram nahii.n
Fana bulandshahri
Ghazal
itnii mah.ngaa.ii hai biryaanii ko.ii laataa nahii.n
phir ko.ii bhuukaa mujaavar aastaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
mujh se vo sag bhii hai afzal jise izzat ho nasiib
aastaan-e-haram-e-yaar pe darbaanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
aastaan-e-yaar par har vaqt sajde kiijiye
hai yahii bas diin-e-ishq iimaan-e-ishq islaam-e-ishq
Abul Kalam Azad
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
bataa rahaa hai har andaaz KHaak-e-'faanii' kaa
ye KHaak hai usii kaafir ke aastaane kii
Fani Badayuni
Ghazal
na chho.De.nge mahbuub-e-ilaahii ke dar ko
nahii.n go ham is aastaane ke qaabil