SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatisha"
Ghazal MATCHES FOR "aatisha"
Ghazal
ajiib husn hai un surKH surKH gaalo.n me.n
mai-e-do-aatisha bhar dii hai do piyaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
aur do-aatisha kar detii hai aaha.ng-e-Gazal
hindavii lai me.n navaa-e-ajamii tho.Dii sii
Ashfaq Husain
Ghazal
de kar mai-e-do-aatisha us se lipaT gayaa
do aa.ncho.n me.n raqiib kii kyaa daal gal ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Asif Banarsi
Ghazal
mai-e-do-aatisha-e-kufr-o-dii.n se KHalq hai mast
magar sharaab ye ham-mashrabo haraam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
aisii do-aatisha lazzat ki baqaa paa jaa.uu.n
jaam-e-kausar jo ataa ho tire diidaar ke saath
Idris Azad
Ghazal
ai shaiKH salsabiil ho yaa ho do-aatisha
piinaa ko.ii haraam nahii.n hai halaal hai
Fazal Husain Sabir
Ghazal
sad-aatisha agar ho tiraa ra.ng-ruup hai
jo rang phuul me.n hai nasha hai sharaab me.n
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
junuun-e-tishna-labii ko do-aatisha kar ke
aqiiq-e-lab se mai-e-arGavaa.n kashiid kare.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
do aatisha na sahii dard hii sahii saaqii
jo un me.n farq kare kuchh vo baada-KHvaar nahii.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
Sirajuddin Zafar
Ghazal
do-aatisha sar-e-ruKHsaar ho ga.e aa.nsuu
gulo.n pe qatra-e-shabnam nahii.n sharaab bhii hai
Mani Nagpuri
Ghazal
ye tamhiid-e-nigaah-e-shauq hai do-aatisha ai dil
is 'aalam me.n ik 'aalam aur aa.iina dikhaataa hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
mire kaam-o-dahan kii aazmaa.ish ke liye shaayad
mai-e-do-aatisha paiham ba-ra.ng-e-nuur-o-naar aa.ii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
Jagjeewan Lal Asthana sahar
Ghazal
munkashif pahle kiye kuchh lams-e-lazzat ke rumuuz
phir sharaab-e-vasl ko do-aatisha mai.n ne kiyaa
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
gar zindagii me.n mil ga.e phir ittifaaq se
puuchhe.nge apnaa haal tirii bebasii se ham