SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatisha"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aatisha"
Translated Poetry
muddat hu.ii hai dard kaa ik jaam bhii piye
tuu Gam me.n ashk ghol ke de jaa do-aatisha
Shiv Kumar Batalvi
Ghazal
ajiib husn hai un surKH surKH gaalo.n me.n
mai-e-do-aatisha bhar dii hai do piyaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
PAGE MATCHES FOR "aatisha"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aatisha"
Ghazal
de kar mai-e-do-aatisha us se lipaT gayaa
do aa.ncho.n me.n raqiib kii kyaa daal gal ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Asif Banarsi
Ghazal
mai-e-do-aatisha-e-kufr-o-dii.n se KHalq hai mast
magar sharaab ye ham-mashrabo haraam nahii.n
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
aisii do-aatisha lazzat ki baqaa paa jaa.uu.n
jaam-e-kausar jo ataa ho tire diidaar ke saath
Idris Azad
Ghazal
ai shaiKH salsabiil ho yaa ho do-aatisha
piinaa ko.ii haraam nahii.n hai halaal hai
Fazal Husain Sabir
Ghazal
sad-aatisha agar ho tiraa ra.ng-ruup hai
jo rang phuul me.n hai nasha hai sharaab me.n
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
junuun-e-tishna-labii ko do-aatisha kar ke
aqiiq-e-lab se mai-e-arGavaa.n kashiid kare.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
do aatisha na sahii dard hii sahii saaqii
jo un me.n farq kare kuchh vo baada-KHvaar nahii.n














