SEARCH RESULTS
Showing search results for "adhuure"
Ghazal MATCHES FOR "adhuure"
Ghazal
adhuure raaste se lauTnaa achchhaa nahii.n hotaa
bulaane ke liye duniyaa bhii aa.ii to kahaa.n aa.ii
Munawwar Rana
Ghazal
adhuure KHvaab ga.e din ajaan andeshe
mirii hayaat pe kis kis kaa iKHtiyaar rahaa
Waseem Barelvi
Ghazal
daar-o-rasan se dil tak sab raaste adhuure
jo ek baar guzre vo baar-baar guzre
Meena Kumari Naz
Ghazal
adhuure KHvaabo.n se uktaa ke jis ko chho.D diyaa
shikan-nasiib vo bistar mirii talaash me.n hai
Krishn Bihari Noor
Ghazal
band palko.n me.n adhuure KHvaab bante ho magar
ko.ii in me.n aa basaa to kyaa karoge soch lo
Fakhira batool
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
adhuure KHvaabo.n se uktaa ke jis ko chho.D diyaa
shikan-nasiib vo bistar mirii talaash me.n hai
Krishn Bihari Noor
Ghazal
ab adhuure ishq kii takmiil hii mumkin nahii.n
kyaa kare.n paiGaam kii tarsiil hii mumkin nahii.n
Abbas Tabish
Ghazal
tumhaare baa'd na takmiil ho sakii apnii
tumhaare baa'd adhuure tamaam KHvaab lage
Jameel Malik
Ghazal
Kavita Kiran
Ghazal
zamaane baad soyaa huu.n mujhe sone do kuchh pal
adhuure KHvaab the jitne mukammal ho rahe hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
kahaanii KHatm hotii hai kabhii anjaam se pahle
adhuure naa-mukammal se ye qisse maar dete hai.n
Nuzhat Abbasi
Ghazal
tamaam rang adhuure lage tire aage
so tujh ko lafz me.n tasviir kartaa rahtaa huu.n