SEARCH RESULTS
Showing search results for "adl-e-jahaa.ngiirii"
Ghazal MATCHES FOR "adl-e-jahaa.ngiirii"
Ghazal
mulk me.n adl-e-jahaa.ngiirii nahii.n
munsifo.n me.n hai yahii charchaa bahut
Mirza Rafeeq Shakir
Ghazal
tumhaaraa adl-e-jahaa.ngiir aur hii kuchh hai
mirii KHataa mirii taqsiir aur hii kuchh hai
Sultan Rashk
Ghazal
adl-o-vafaa-o-amn-o-mohabbat ko chho.D kar
saahab tumhaare raaj me.n kyaa kyaa nahii.n hu.aa
Monis Faraz
Ghazal
baaz jaddam se dar-e-adl-e-shah-e-aalam hai
bachcha-e-qaaz bhii kartaa hai yahaa.n baaz se ramz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
yaa sanjar o tuGral kaa aa.iin-e-jahaa.ngiirii
yaa mard-e-qalandar ke andaaz-e-muluukaana
Allama Iqbal
Ghazal
jis bazm me.n miltaa ho insaaf-e-jahaa.ngiirii
us bazm se phir kaise achchhaa.ii na lii jaa.e
Maqsood Nashtari
Ghazal
Sabeen Yunus
Ghazal
jab ho sakaa shahzaada-e-dil taKHt-nashii.n
tab adl-e-jahaa.ngiir ke pahluu nikle
Mateen Achalpuri
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kahuu.n to kaise kahuu.n us ko daur-e-adl-o-ataa
hai daar-o-giir abhii jabr-o-iKHtiyaar abhii
Jaleel Sherkoti
Ghazal
dar pe aa.e.n bhii tire ham to vo zanjiir kahaa.n
teraa insaaf kahaa.n adl-e-jahaa.ngiir kahaa.n
Zeenatullah Javed
Ghazal
is daur me.n kyaa Dhuu.nDte ho adl-e-jahaa.ngiir
maqtuul pe bhii qatl kaa ilzaam lagaa hai
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
‘adl-o-insaaf shahanshaah ke aivaa.n me.n kahaa.n
dekhne ke liye zanjiir lagii rahtii hai
Irfan Aazmi
Ghazal
mashvara rahmat se kar ai adl-e-haq
kyaa sazaa jo ho KHataa kaa KHud muqir
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
adl-o-insaaf kii azmat ko bachaane ke liye
sar ko kaTvaa diyaa ilzaam se pahle pahle
Syed Arif Ali Arif
Ghazal
jaante the adl-e-haakim kii haqiiqat is liye
na ko.ii zanjiir khii.nchii dii duhaa.ii bhii nahii.n