SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "afsuu.n"
Ghazal
lazzat-e-iijaad-e-naaz afsuun-e-arz-e-zauq-e-qatl
na.al aatish me.n hai teG-e-yaar se naKHchiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
phuu.nkaa hai kis ne gosh-e-mohabbat me.n ai KHudaa
afsuun-e-intizaar tamannaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
auro.n kii mohabbat ke dohraa.e hai.n afsaane
baat apnii mohabbat kii ho.nTo.n pe nahii.n aa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
sukuut-e-shaam hai aur mai.n huu.n gosh-bar-aavaaz
ki ek va.ade kaa afsuu.n saa hai fazaa.o.n me.n
Fahmida Riaz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
na laa.ii shoKHi-e-andesha taab-e-ranj-e-naumiidii
kaf-e-afsos milnaa ahd-e-tajdiid-e-tamannaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
nazar-baazii tilism-e-vahshat-aabaad-e-paristaa.n hai
rahaa begaana-e-taasiir afsuu.n aashnaa.ii kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye matl.a 'asad' jauhar-e-afsuun-e-suKHan ho
gar arz-e-tapaak-e-jigar-e-soKHta chaahe.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tere iKHlaas ke afsuu.n tire va.ado.n ke tilism
TuuT jaate hai.n to kuchh aur mazaa dete hai.n
Qabil Ajmeri
Ghazal
thaa lutf-e-vasl aur kabhii afsuun-e-intizaar
yuu.n dard-e-hijr silsila-jumbaa.n na thaa kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
ham parii-zaado.n me.n khele shab-e-afsuu.n me.n pale
ham se bhii tere tilismaat kaa 'uqda na khulaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
aa.nkho.n se qatl karte ho lab se jalaate ho
phir ye kamaal kyaa hai jo afsuu.n-garii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ye tahayyur hai ki nazzaara ki afsuun-e-jamaal
saamne paikar-e-aahuu ram-e-aahuu dil par