SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahad"
Ghazal MATCHES FOR "ahad"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
apne to ahad-e-shauq ke marhale sab ajiib the
ham ko visaal saa lagaa ek diyaa bujhaa hu.aa
Pirzada Qasim
Ghazal
soch kar bhii kyaa jaanaa jaan kar bhii kyaa paayaa
jab bhii aa.iina dekhaa KHud ko duusraa paayaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
savaal kaa javaab thaa javaab ke savaal me.n
giraft-e-shor se chhuTe to KHaamushii ke jaal me.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
'ahad' jiine ko to sab jii rahe hai.n is jahaa.n me.n
magar is ziist kaa matlab suKHanvar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
barhaman kahtaa thaa barham shaiKH bol uTThaa ahad
harf ke ik pher se dono.n me.n jhag.Daa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
abas hai raaz ko paane kii justujuu kyaa hai
ye chaak-e-dil hai use haajat-e-rafuu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
be-shak bahut shikaayat tujh ko hai is jahaa.n se
phir bhii 'ahad' ye teraa lahja pasand aayaa
Amit Ahad
Ghazal
aaj phir shab kaa havaala tirii jaanib Thahre
chaa.nd mazmuun bane sharh-e-kavaakib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
maut se aage soch ke aanaa phir jii lenaa
chhoTii chhoTii baato.n me.n dilchaspii lenaa
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
khile hai.n phuul kii suurat tire visaal ke din
tire jamaal kii raate.n tire KHayaal ke din