SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahd-e-sad-maslahat-andesh"
Ghazal MATCHES FOR "ahd-e-sad-maslahat-andesh"
Ghazal
ahd-e-sad-maslahat-andesh nibhaanaa pa.Degaa
muskuraane ke liye Gam ko bhulaanaa pa.Degaa
Ali Yasir
Ghazal
ik navaa haasil-e-sad-ahd-e-fuGaa.n hai 'haqqii'
buu-e-gul laakh bahaaro.n kaa nishaa.n ho jaise
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
har aah-e-sard ishq hai har vaah ishq hai
hotii hai jo bhii jur.at-e-nigaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
mausam-e-gul me.n aah-e-sard bharuu.n
muGnii-e-KHush-navaa ko yuu.n bhii sunuu.n
Riasath Ali Asrar
Ghazal
azal kii yaad me.n mai.n garm-e-aah-e-sard hu.aa
lagii thii choT kabhii aur aaj dard hu.aa
Raghib Badayuni
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
yahii thaa maslahat-andesh mausam kaa taqaazaa kyaa
sadaa-e-KHaamushii se ik na.ii guftaar ho paidaa
Qurban Aatish
Ghazal
miraa ye dil ba-zaahir maslahat-andesh hai lekin
anaa haavii agar ho jur.at-e-inkaar rakhtaa hai
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
agarche aah-e-sar-e-shaam bhii zaruurii hai
dil-e-sitam-zada aaraam bhii zaruurii hai
Jafar Baluch
Ghazal
ab shahr-e-sad-jabr me.n saakit ham Thahre
ahd-e-tahayyur me.n naa-rafta the tum bhii
Tanvir Wasfi
Ghazal
sach hai ki aah-e-sard mirii be-asar nahii.n
patthar ko jhaa.Diye to nikaltaa sharar nahii.n
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
haakimaan-e-ahd-e-nau sab maslahat ke hai.n Gulaam
ho kahii.n kaa ko.ii raaja sab kii raanii ek hai
Nihal Rizvi
Ghazal
sadaa-e-ahd-e-vafaa ko zavaal kyuu.n aayaa
lab-e-sukuut pe harf-e-savaal kyuu.n aayaa
Ejaz Asif
Ghazal
maslahat-shi.aaro haa.n daar hai mirii manzil
jurm ahd-e-haazir me.n sirf haq-shanaasii hai
Mahir Chandpuri
Ghazal
har aah-e-sard labo.n tak pahu.nch ga.ii hogii
har aah-e-sard kaa dil par nishaa.n pa.Daa hogaa
Takht Singh
Ghazal
har aah-e-sard labo.n tak pahu.nch ga.ii hogii
har aah-e-sard kaa dil par nishaa.n pa.Daa hogaa
Takht Singh
Ghazal
huzuur-e-ishq sazaa-vaar-e-sad-malaamat hai
vo naa-muraad jo ulfat me.n shaad-kaam rahaa
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
kaTii pahaa.D sii shab intizaar karte hu.e
hu.ii tamaam sahar aah-e-sard bharte hu.e