SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahd-e-sad-maslahat-andesh"
Nazm MATCHES FOR "ahd-e-sad-maslahat-andesh"
Nazm
teri yaad
bhuultii raah nahii.n misr ke baazaaro.n me.n
yaad maanind-e-KHirad maslahat-andesh nahii.n
Jagan Nath Azad
Nazm
KHud-faroshi
ab maslahat-andesh hu.e ahl-e-junuu.n bhii
shoriidgii-e-daar-o-rasan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
naya nizam
agar jo chaaho to kah lo ki 'ahd-e-dajjaalii
sukuu.n ke parde me.n sad ehtimaam aa.egaa
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
numaish mein
idhar ham ne ik aah-e-sard khii.nchii
ha.nsii phir aa ga.ii apne kiye par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
Khaaliq aur taKHliq
aah-e-sard bhar ke ye kahaa
mai.n dast-e-havas se bhii gurezaa.n ab tak
Akbar Hyderabadi
Nazm
marhum bachche ki yaad
tan phu.nkaa jaataa hai lekin lab pe aah-e-sard hai
ai mire allaah mere dil me.n kaisaa dard hai
Siraj Lakhnavi
Nazm
kaun le gaya
ab 'josh' ke liye hai.n na aa.nsuu na aah-e-sard
is gulsitaa.n kii aab-o-havaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
shair ki duniya
kisii ko dard me.n dekhe to dil me.n dard paidaa ho
kisii majbuurii-e-haalat pe aah-e-sard paidaa ho
Narayan Das Puri
Nazm
shair
to hai akkaas-e-azal fitrat me.n terii dard hai
go ba-zaahir KHush hai lekin lab pe aah-e-sard hai
Saqib Kanpuri
Nazm
KHana-ba-dosh
ho.nTo.n pe aah-e-sard jabii.n par Gubaar-e-raah
hai.n is zamii.n pe KHaak-basar kitne mehr-o-maah
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
ahd-e-mohabbat
duur mahtaab ke saa.e me.n ziyaa-paash rahe
ruKH-e-pur-nuur pe aavezaa.n chamakte taare
Siddique Kaleem
Nazm
goristan-e-shahi
baatin-e-har-zarra-e-aalim saraapaa dard hai
aur KHaamoshii lab-e-hastii pe aah-e-sard hai
Allama Iqbal
Nazm
baadshah nanga hai
baadshaah haathii ke paa.nv ke niiche
achaanak nahii.n aaya thaa