SEARCH RESULTS
Showing search results for "aib-o-hunar"
Ghazal MATCHES FOR "aib-o-hunar"
Ghazal
aib-o-hunar se khelne vaalo.n ke shahr me.n
mai.n ghir gayaa huu.n tang KHayaalo.n ke shahr me.n
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
ye tamanna nahii.n ab daad-e-hunar de ko.ii
aa ke mujh ko mire hone kii KHabar de ko.ii
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
mauj kii saazish ko ab tak kaun samjhaa hai 'hunar'
Duubne vaale mile hai.n saahilo.n ke aas-paas
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
kisii bhii ek hii rang me.n nazar nahii.n aate
alag alag hu.aa kartaa hai maah-o-saal kaa rang
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
sukuun-e-qalb kahaa.n se use mayassar ho
jo shaKHs har gha.Dii Duubaa hu.aa havas me.n hai
Hunar Rasoolpuri
Ghazal
Gair ho.n ki apne ho.n sab se jhuk ke miltaa huu.n
ai 'hunar' nahii.n aadat mujh ko KHud-sataa.ii kii
Puran Singh Hunar
Ghazal
ba.Dhtaa huu.n mai.n jab manzil-e-idraak se aage
milte hai.n tire naqsh-e-qadam aur tarah ke
Puran Singh Hunar
Ghazal
ho na iqbaal to de jalva-e-sad-aib-e-hunar
saath iqbaal ke hai 'aish' hunar kii KHuubii
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
'siimaab' ham me.n aib o hunar KHud hai.n be-hisaab
ham kyaa kasii ke aib o hunar par nazar kare.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ab na aa.iina hii ko.ii hai na aa.iina-sifat
KHatm hai mas.ala-e-aib-o-hunar aaj ke baad
Shahid Jamal
Ghazal
'shaarib' mai.n chhupuu.n laakh zamaane kii nazar se
lekin KHabar-e-aib-o-hunar ho ke rahegii
Sharib Lakhnavi
Ghazal
tahziib kii kyaa shakl nikal aa.ii ki insaa.n
aazaad nazar aataa hai ab aib-o-hunar se
Sughra Sadaf
Ghazal
aap ne mujh ko mire haal pe chho.Daa hotaa
aap be-kaar mire aib-o-hunar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
miraa 'aib-o-hunar kuchh bhii samajh lo
zaraa bhii lahze me.n talKHii nahii.n hai
Dharmraj Deshraj
Ghazal
miraa ‘aib-o-hunar kuchh bhii samajh lo
zaraa bhii lahje me.n talKHii nahii.n hai