SEARCH RESULTS
Showing search results for "aib-o-hunar"
Nazm MATCHES FOR "aib-o-hunar"
Nazm
alif lafz o maani se mubarra
alif aazaad aavaazo.n ke shar se
alif be-baak har aib o hunar se
Adil Mansuri
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
rabta
mai.n ka.Dii huu.n ga.e zamaano.n kii
shahr-e-maazii ke KHaak daano.n kii
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ujale ki lakir
ik na.ii sub.h-e-daraKHshaa.n kaa ruupahlaa aa.nchal
apne hamraah liye azm-e-javaa.n kii tanviir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
kachhwa aur KHargosh
hai munaasib ki imtihaa.n ho jaa.e
taaki aib o hunar ayaa.n ho jaa.e
Ismail Merathi
Nazm
prem bina man suna
suunii ab ye sej pa.Dii hai
kab tuu aa kar prem biraaje
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
aligaDh uniwersity
markaz-e-ilm-o-hunar mai-kada-e-soz-o-saaz
sajda-e-shauq se aabaad hai rindo.n kaa haram
Anjum Azmi
Nazm
aansu
qiimat-e-arz-e-hunar kii KHaatir
istaqaamat, puKHtagii aur giraftagii-e-fikr laazim hai
Sahil Ahmad
Nazm
wo inqalab ka mutrib
janaab-e-'faiz' mataa.a-e-hayaat-o-harf-o-hunar
zabaa.n pe baare KHudaayaa ye kis kaa naam aaya
Muslim Shameem
Nazm
lenin
europe me.n bahut raushni-e-ilm-o-hunar hai
haq ye hai ki be-chashma-e-haivaa.n hai ye zulmaat
Allama Iqbal
Nazm
hum bure log hain
shahar-e-pur-hausla me.n
sheva-e-ahal-e-hunar par kabhii tanqiid na kii