SEARCH RESULTS
Showing search results for "ainak"
Ghazal MATCHES FOR "ainak"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Gam-e-ushshaaq na ho saadgii-aamoz-e-butaa.n
kis qadar KHaana-e-aa.iina hai viiraa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
manzar ko zinda rakhtii hai biinaa.ii
biinaa.ii ko 'ainak zinda rakhtii hai
Kashif Husain Ghair
Ghazal
haqiiqate.n nazar aa.e.n to kis tarah un ko
ta.assubaat kii ainak hai jin ke chehre par
Vafa Malikpuri
Ghazal
go guhar ho ai parii naaz-e-nigaah-e-huur kaa
ainak-e-rizvaa.n kii halqa hai.n tumhaarii chuu.Diyaa.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
parda pa.Daa hu.aa hai tabassum ke raaz par
phuulo.n se os aa.nkh se aa.nsuu giraa ke dekh
Muzaffar Hanfi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hai shiisha-e-mai ainak-e-piirii mujhe 'saudaa'
nazzaara-kun ab sheb ke ayyaam kaa huu.n mai.n
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
maut se aise aa.nkh-micholii khel rahe ho
jaise tum ko phir se jiivan-daan milegaa
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
ham log be-basar hai.n magar bad-nazar nahii.n
ainak utaariye hame.n aa.nkhe.n dikhaa.iye
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
haqiiqate.n nazar aa.ii.n to kis tarah un ko
ta.assubaat key ainak hai jin ke chehre par