SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajzaa"
Ghazal MATCHES FOR "ajzaa"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ho ga.e hai.n jamaa ajzaa-e-nigaah-e-aaftaab
zarre us ke ghar kii diivaaro.n ke rauzan me.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye be-hisii to mirii zid thii mere ajzaa se
ki mujh me.n apne ta.aaqub kaa Dar na rah jaa.e
Abhishek Shukla
Ghazal
allaah re terii tundi-e-KHuu jis ke biim se
ajzaa-e-naala dil me.n mire rizq-e-ham hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ajzaa badan ke jitne the paanii ho bah ga.e
aaKHir gudaaz 'ishq ne ham ko bahaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai.n zavaal-aamaada ajzaa aafriinash ke tamaam
mahr-e-garduu.n hai charaaG-e-rahguzaar-e-baad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
shauq hai saamaa.n-taraaz-e-naazish-e-arbaab-e-ajz
zarra sahraa-dast-gaah o qatra dariyaa-aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yak qadam vahshat se dars-e-daftar-e-imkaa.n khulaa
jaada ajzaa-e-do-aalam dasht kaa shiiraaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is saraa.e me.n na phailaa.iye ajzaa-e-hayaat
jaane kis vaqt ye saamaan uThaanaa pa.D jaa.e
Jamal Ehsani
Ghazal
hai.n mustahiil KHaak se ajzaa-e-nau-KHataa.n
kyaa sahl hai zamii.n se nikalnaa nabaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
bikhre to phir baham mire ajzaa nahii.n hu.e
sarzad agarche mo.ajize kyaa kyaa nahii.n hu.e
Shaukat Wasti
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
niklii jo ruuh ho ga.e ajzaa-e-tan KHaraab
ik sham' bujh ga.ii to hu.ii anjuman KHaraab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
aa.nsu.o.n se KHuun ke ajzaa badalte jaa.e.nge
dil ke sab armaan aa.nkho.n se nikalte jaa.e.nge