SEARCH RESULTS
Showing search results for "akkha.d"
Ghazal MATCHES FOR "akkha.d"
Ghazal
ra.ng ukha.D jaa.e to zaahir ho plastar kii namii
qahqaha khod ke dekho to tumhe.n aah mile
Umair Najmi
Ghazal
ab ko.ii kyaa mire qadmo.n ke nishaa.n Dhuu.nDegaa
tez aa.ndhii me.n to KHeme bhii ukha.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
shaguftagii kii tirii yaad jo dilaate hai.n
mai.n aise saare hii paudhe ukhaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
har saa.ns ukha.D jaane kii koshish me.n pareshaa.n
siine me.n ko.ii hai jo giraftaar bahut hai
Farhat Ehsas
Ghazal
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
nikle.nge kaam dil ke kuchh ab ahl-e-riish se
kuchh Dher kar chuke hai.n ye aage ukhaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
kuchh aa.ndhiyaa.n bhii apnii mu.aavin safar me.n thii.n
thak kar pa.Daav Daalaa to KHeme ukha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
kachche baKHiye kii tarah rishte udha.D jaate hai.n
log milte hai.n magar mil ke bichha.D jaate hai.n
Nida Fazli
Ghazal
Saadullah Shah
Ghazal
masal ye sach hai ki rassii ke bal nahii.n jaate
ukha.D chukii hai havaa aan-baan baaqii hai
Naz Qadri
Ghazal
jii chaahtaa to baiThte yaado.n kii chhaa.nv me.n
aisaa ghanaa daraKHt bhii ja.D se ukha.D gayaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
qadam ukha.D se ga.e the bajaa.e ham-safarii
havaa ko o.Dh ke dekhaa thaa baar-haa tuu ne
Kishwar Naheed
Ghazal
mumkin hai mirii saa.ns ukha.D jaa.e kisii pal
ye raasta hai merii masaafat se ziyaada
Jamal Owaisi
Ghazal
bo.e.nge apne baaG me.n sab KHuubiyo.n ke biij
ja.D se ukhaa.D phe.nke.nge saarii KHaraabiyaa.n
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
tere aafat-zada jin dashto.n me.n a.D jaate hai.n
sabr o taaqat ke vahaa.n paa.nv ukha.D jaate hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jab tak hamaare naam se vaaqif hu.aa jahaa.n
tab tak hamaare naam kaa patthar ukha.D gayaa
Manish Shukla
Ghazal
aap sau baar ukha.D jaa.e.n nahii.n kuchh parvaa
jam gayaa ek parii-zaad se naqsha apnaa