SEARCH RESULTS
Showing search results for "aks-e-daraaz"
Ghazal MATCHES FOR "aks-e-daraaz"
Ghazal
ai 'aks' khi.Dkiyo.n ko khulaa chho.D de zaraa
kamre ke band ghero.n se ghabraa gayaa charaaG
Pandit Aks Lucknowi
Ghazal
maanaa ki tuu zaalim ke baraabar nahii.n ai 'aks'
uu.nchaa.ii pe lekin miraa parcham to hu.aa hai
Pandit Aks Lucknowi
Ghazal
un ko ye chaahiye ik dam na bhulaa.e.n ham ko
rafta rafta dil-e-shaidaa se haTaa.e.n ham ko
Syed Shariq Aks
Ghazal
TuuTaa ta.alluqaat kaa aa.iina is tarah
aks-e-nashaat-e-lamaha-e-faanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo meraa vahm-e-nazar thaa ki teraa aks-e-jamiil
vo kaun thaa ki jo manzar ke darmiyaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ye dosto.n kii navaazish hai ek baar-e-garaa.n
ba.De KHuluus se dushman kaa kaam kar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
mire lahuu me.n ab itnaa bhii rang kyaa hotaa
taraaz-e-shauq me.n aks-e-ruKH-e-nigaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hisaab ho chukaa kotaah-dastiyo.n kaa to ab
KHayaal-e-silsila-e-gesuu-e-daraaz kare.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
taa na mahsuus ho vaamaandagi-e-raah-e-daraaz
zulf-e-KHuubaa.n kaa sunaate hu.e afsaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
qubuul kar mirii daad ai mirii siyah-baKHtii
hariif-e-zulmat-e-tanhaa.ii-e-daraaz hai to
Mani Jayasi
Ghazal
vahii haqiiqat-e-umr-e-daraaz ban ke rahe
kisii ne KHvaab diye the jo chand pal ke mujhe
Varis Kirmani
Ghazal
ba.De maze se guzartii hai baada-KHvaaro.n kii
ba-juz sharaab KHayaal-e-shab-e-daraaz kahaa.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
kar ke kaunain ko zanjiirii-e-gesuu-e-daraaz
zulf-e-pechaa.n ko dutaa karte ho kyaa karte ho