SEARCH RESULTS
Showing search results for "alaava"
Ghazal MATCHES FOR "alaava"
Ghazal
bhii.D ne yuu.nhii rahbar maan liyaa hai varna
apne alaava kis ko ghar pahu.nchaayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
sabhii kahe.n mire Gam-KHvaar ke alaava bhii
ko.ii to baat karuu.n yaar ke alaava bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
terii marzii hai jidhar u.nglii paka.D kar le jaa
mujh se ab tere alaava nahii.n dekhaa jaataa
Abbas Tabish
Ghazal
tire alaava kahii.n aur bhii mulavvis huu.n
tirii vafaa se mirii bevafaa.ii jaarii hai
Ali Zaryoun
Ghazal
dost kuchh aur bhii hai.n tere alaava mire dost
ka.ii sahraa mire hamdam ka.ii dariyaa mire dost
Idris Babar
Ghazal
buraa bure ke alaava bhalaa bhii hotaa hai
har aadmii me.n ko.ii duusraa bhii hotaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
kal raat mai.n thaa mere alaava ko.ii na thaa
shaitaan mar gayaa thaa farishte bhii so.e the
Bashir Badr
Ghazal
ghar hii aisaa thaa ye kuchh dohrii masahrii vaalaa
apnaa rahne ke alaava bhii yahaa.n rah ga.e ham
Shaheen Abbas
Ghazal
alaava iid ke miltii hai aur din bhii sharaab
gadaa-e-kuucha-e-mai-KHaana naa-muraad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
alaava raah-e-qalandar tamaam duniyaa me.n
kisii bhii raah se guzro zamaana pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
jo bhuule se bhuule hai.n magar tere alaava
ik bichh.Daa hu.aa dil hame.n aataa hai sadaa yaad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
‘ajiib shor saa uThtaa hai mere siine me.n
mere 'alaava ko.ii aur nauhagar to nahii.n
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
yaa tere alaava bhii kisii shai kii talab hai
yaa apnii mohabbat pe bharosaa nahii.n ham ko
Shahryar
Ghazal
sote hai.n bahut chain se vo jin ke gharo.n me.n
miTTii ke alaava ko.ii bartan na milegaa