SEARCH RESULTS
Showing search results for "an-ban"
Ghazal MATCHES FOR "an-ban"
Ghazal
dekhaa jo ek shaKHs 'ajab aan-baan kaa
ik silsila saa rahtaa hai har-vaqt dhyaan kaa
Athar Nadir
Ghazal
tire vajuud ko bas aan-baan me.n rakkhaa
ko.ii bhii aks na suune makaan me.n rakkhaa
Kafeel Anwar
Ghazal
ham apne paas bhii rakhte the aan-baan kabhii
vo hukm hotaa thaa khultii thii jab zabaan kabhii
Jawed Sultanpuri
Ghazal
phir chaahe to na aanaa o aan-baan vaale
jhuuTaa hii va.ada kar le sachchii zabaan vaale
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
dikhaa ke apnii hasii.n aan-baan pal bhar me.n
vo duur kar gayaa merii thakaan pal bhar me.n
G R Kanwal
Ghazal
zamii.n pe rah nahii.n sakte vo aan-baan ke saath
badalte rahte hai.n jo rang aasmaan ke saath
Syed Shiban Qadri
Ghazal
chale ga.e vahii ki jin se ghar kii aan-baan thii
makiin ke vujuud se hii raunaq-e-makaan thii
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
na siim-o-zar na 'abas aan-baan maa.ngtaa hai
'ilaaj-e-Gam miraa dil be-takaan maa.ngtaa hai
Marghoob Haidar Aabidi
Ghazal
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
nahii.n ham me.n ko.ii an-ban nahii.n hai
bas itnaa hai ki ab vo man nahii.n hai
Mangal Naseem
Ghazal
mujh sii.n aur dilrubaa sii.n hai an-ban
kyaa karuu.n fan kuchh aavatii nahii.n ban