SEARCH RESULTS
Showing search results for "an-bujhe"
Ghazal MATCHES FOR "an-bujhe"
Ghazal
ham uTh kha.De hu.e duniyaa se jhaa.D kar daaman
ki in bujhe hu.e zarraat me.n dharaa kyaa hai
Ijtiba Rizvi
Ghazal
us buu.Dhe gadaagar se mujhe KHauf lagaa thaa
andhaa thaa magar phir bhii mujhe dekh rahaa thaa
Fakhr Zaman
Ghazal
ik raat me.n sau baar jalaa aur bujhaa huu.n
muflis kaa diyaa huu.n magar aa.ndhii se la.Daa huu.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
ik bujhe dil se jahaa.n me.n raushnii karte rahe
zindagii-bhar zindagii ko zindagii karte rahe
Sohail Shad
Ghazal
hu.e aaj buu.Dhe javaanii me.n kyaa the
jab uTThe the zaanuu se haath aashnaa the
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
jigar kii aab bujhe jis se jald vo shai laa
lagaa ke barf me.n saaqii suraahii-e-mai laa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
apnii marzii se jale aur bujhe
vo charaaG-e-havaa-paimaa dekhuu.n
Khwaja Ghulamussyedain Rabbani
Ghazal
balaa-e-tiira-shabii kaa javaab le aa.e
bujhe charaaG to ham aaftaab le aa.e
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
kisii kii chashm-e-gurezaa.n me.n jal bujhe ham log
ajab mashaqqat-e-hijraa.n me.n jal bujhe ham log
Rehana Roohi
Ghazal
bujhe bujhe se is liye ajiib lag rahe ho tum
ba.De qariib se ye aag taapte rahe hai.n ham
Azhar Faragh
Ghazal
charaaG-e-dard kabhii yuu.n bujhe bujhe to na the
ham apne aap se itne khi.nche khi.nche to na the