SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaliib"
Ghazal MATCHES FOR "andaliib"
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
kis fursat-e-visaal pe hai gul ko andaliib
zaKHm-e-firaaq KHanda-e-be-jaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
sayyaad asiir-e-daam-e-rag-e-gul hai andaliib
dikhlaa rahaa hai chhup ke use daam-o-daana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'siimaab' phuul uge.n lahad-e-andaliib se
itnii to zindagii ho havaa-e-bahaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ai andaliib tujh ko lage kab havaa-e-ishq
kaliyo.n kii tarah tujh me.n na phuuTe hazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
tujh ko qasam hai Guncha-e-zambaq ke naak kii
aur shor-e-andaliib-e-Gazal-KHvaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
jis kuuche me.n guzaar sabaa kaa na ho sake
ai andaliib us ke liye gulsitaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
dast-e-KHizaa.n ne ba.Dh ke vahii.n us ko chun liyaa
jo phuul gir gayaa nigah-e-andaliib se
Shakeel Badayuni
Ghazal
chhi.Dke hai shabnam aa.iina-e-barg-e-gul par aab
ai andaliib vaqt-e-vadaa-e-bahaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ai andaliib apne nasheman kii KHair maa.ng
bijlii ga.ii hai suu-e-chaman dekhtii hu.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tirii galii se nikalte hii apnaa dam niklaa
rahe hai kyuu.n ki gulistaa.n se andaliib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shaagird tarz-e-KHanda-zanii me.n hai gul tiraa
ustaad-e-andaliib hai.n soz-o-fuGaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mauj-e-nashaat o sail-e-Gam-e-jaa.n the ek saath
gulshan me.n naGma-sa.nj ajab andaliib thaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
jaan dii aaKHir qafas me.n andaliib-e-zaar ne
muzhda hai sayyaad viiraa.n aashiyaana ho gayaa