SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaliib"
Nazm MATCHES FOR "andaliib"
Nazm
maulana abul-kalam ka janaza dekh kar
gaa.e.nge hubb-e-vatan ke raag laakho.n andaliib
aur mil jaa.e.nge amraaz-e-siyaasat ke tabiib
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
dil-e-nadan
shaaKHo.n ko andaliib ke naGmo.n pe naaz hai
aur andaliib ko gul-e-KHandaa.n pe naaz hai
Narayan Das Puri
Nazm
andalib
ai andaliib-e-zeb-e-chaman ziinat-e-chaman
hamdam qalaq-nasiibo.n kii ulfat ke maaro.n kii
Azeemuddin Ahmad
Nazm
ibham dida
tire sar pe ko.ii ilzaam aa.ed ho
ki tuu bhii andaliib-e-gulshan-e-naa-aafriida hai
Wahab Danish
Nazm
bulbul aur shair
ai andaliib-e-gulshan mai.n huu.n tiraa fidaa.ii
is saut-e-jaa.n-fazaa kii allah re dil-rubaa.ii
Master Basit Biswani
Nazm
masjid-e-qurtuba
chashm-e-faraansiis bhii dekh chukii inqalaab
jis se digar-guu.n hu.aa maGrabiyo.n kaa jahaa.n
Allama Iqbal
Nazm
nazr-e-dil
aa.o mil kar inqalaab-e-taaza-tar paidaa kare.n
dahr par is tarah chhaa jaa.e.n ki sab dekhaa kare.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nau-jawan se
tire KHiraam me.n hai zalzalo.n kaa raaz nihaa.n
har ek gaam par ik inqalaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ramayan ka ek scene
dekhe hai.n is se ba.Dh ke zamaane ne inqalaab
jin se ki be-gunaaho.n kii 'umre.n hu.ii.n KHaraab
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hinDola
karo.Do.n bachcho.n kaa ye des ab janaaza hai
ham inqalaab ke KHatro.n se KHuub vaaqif hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
zindagii sirf inqalaab me.n hai
aa.o aa.nkho.n me.n Daal do aa.nkhe.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
aadhi raat
lage hai.n kaan sitaaro.n ke jis kii aahaT par
is inqalaab kii ko.ii KHabar nahii.n aatii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj
saathiyo! mai.n ne barso.n tumhaare liye
inqalaab aur baGaavat ke naGme alaape