SEARCH RESULTS
Showing search results for "arzan"
Ghazal MATCHES FOR "arzan"
Ghazal
daulat-e-lab se phir ai KHusrav-e-shiirii.n-dahanaa.n
aaj arzaa.n ho ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHuddaariyo.n ke KHuun ko arzaa.n na kar sake
ham apne jauharo.n ko numaayaa.n na kar sake
Sahir Ludhianvi
Ghazal
zindagii kii yahii qiimat hai ki arzaa.n ho jaa.o
naGma-e-dard liye mauja-e-KHushbuu kii tarah
Obaidullah Aleem
Ghazal
arzaa.n kare faroKHt agar mai-farosh-e-ishq
lene lage.n farishte bhii us kii dukaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
yuusuf-e-misr-e-mohabbat kaisaa arzaa.n bik gayaa
naqd-e-dil qiimat hu.ii ik bosa bai.aana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
mufaahamat na kar arzaa.n na ho bharam na ga.nvaa
har ik nafas ho agar ik saliib tab bhii nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ushshaaq bandagaan-e-KHudaa hai.n KHudaa nahii.n
tho.Daa saa narKH-e-husn ko arzaa.n to kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
'aql hai fitna-e-bedaar sulaa de.n is ko
'ishq kii jins-e-giraa.n-maaya ko arzaa.n kar de.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
karegaa kaun mataa-e-KHuluus yuu.n arzaa.n
hamaare saath hamaarii saKHvaate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
log arzaa.n hu.e jaate hai.n yahaa.n
ba.Dhtii jaatii hai giraanii phir bhii