SEARCH RESULTS
Showing search results for "arzan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "arzan"
PAGE MATCHES FOR "arzan"
MORE MATCHES FOR "arzan"
Ghazal
daulat-e-lab se phir ai KHusrav-e-shiirii.n-dahanaa.n
aaj arzaa.n ho ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marsiye
daulat-e-lab se phir ai KHusrav-e-shiirii.n-dahanaa.n
aaj arzaa.n ho ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
Galla arzaa.n hai in dino.n ki giraa.n
kaal hai shahr me.n pa.Daa ki samaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
KHuddaariyo.n ke KHuun ko arzaa.n na kar sake
ham apne jauharo.n ko numaayaa.n na kar sake
Sahir Ludhianvi
Nazm
adna sa basi
kaise kaise KHvaab bune the aa.nkho.n ne
aaj bhii un KHvaabo.n saa arzaa.n ko.ii nahii.n
Waseem Barelvi
Ghazal
baazaar sard thaa na KHariidaar kam-nazar
ham KHud the apne aap ko arzaa.n kiye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
zindagii kii yahii qiimat hai ki arzaa.n ho jaa.o
naGma-e-dard liye mauja-e-KHushbuu kii tarah
Obaidullah Aleem
Ghazal
arzaa.n kare faroKHt agar mai-farosh-e-ishq
lene lage.n farishte bhii us kii dukaan se
Dagh Dehlvi
Sher
dosto.n se ye kahuu.n kyaa ki mirii qadr karo
abhii arzaa.n huu.n kabhii paa.oge naayaab mujhe
Saba Akbarabadi
Ghazal
yuusuf-e-misr-e-mohabbat kaisaa arzaa.n bik gayaa
naqd-e-dil qiimat hu.ii ik bosa bai.aana hu.aa











